SearchBrowseAboutContactDonate
Page Preview
Page 37
Loading...
Download File
Download File
Page Text
________________ BAARAH BHAAVANAA 1. Raajaa raanaa chahatra-pati, haathin ke asvaar. Maranaa sabako ek din, apani apani baar. 2. Dal-Bal-devi devataa, maat-pitaa parivaar. Maratee viriyaan jeev ko, koyi na raakhan haar. 3. Daam bina nirdhan dukhee, trashnaa-vasa dhanavaan.Kahun na sukh sansaar main, sab jag dekhyo chhaan. 4. Aap akelo avatarai, marai akelo hoy. Yun kabahun iss jeev ko, saathi sagaa na koy. 5. Jahaan deh apanee nahin, tahaan na apano koy. Ghar sampati par prakat ye, par hain parijan loy. 6. Dipai chaam-chaadar madhi, haadh peenjara deh. Bheetar yaa sam jagat main, aur nahee ghin-geh. 7. Moh-neend ke jor, jagavaahi ghoomai sada. Karmachor chanhu aur, saravas lootai sudh nahee. 8. Satguru deya jagaay, moh-neend jab upshamai. Tab For Private & Personal Use Only www.yjf.org.uk 73 kachhu banai upaay, karm chor aavat rukai. 9. Gyaan-deep tap-tela bhar, ghar shodhai bhram chhor. Ya vidhi bin niksai nahee, paithe poorab chor. Panch mahaavrat sancharan, samiti panch parakar. Prabal panch indriya-vijay dhaar nirjara saar. 10. Chaudhah raaju utang nabh, lok purus santhaan. Taamain jeev anaadi te, bharamat hai bin gyan. 11. Dhan-kan kanchan raaj sukh, sabahi sulabh kari jaan.Durlabh hai sansaar main, ek jathaarath gyaan. 12. Janche sur-taru dey sukh, chintat chintaa rein. Bin jaanche bin chintaye, dharma sakal sukh dain. For Private & Personal Use Only www.yjf.org.uk 74
SR No.007275
Book TitleJain Thoughts And Prayers English Gujarati
Original Sutra AuthorN/A
AuthorKanti V Mardia
PublisherYorkshire Jain Foundation
Publication Year2017
Total Pages52
LanguageEnglish, Hindi
ClassificationBook_Devnagari & Book_English
File Size7 MB
Copyright © Jain Education International. All rights reserved. | Privacy Policy